Download - Chalo Diyaar

Transcript

Chalo diyaar-e-nabi ki jaanib durood lab par saja saja karBahaar luuttain ge ham karam ki dilon ko daman bana bana karNa un ke jesa sakhi hei koii na un ke jesa ghani hei koiiWo be-nawa-o ka har jaga se nawaazte hein bula bula karMein wo nikamma hun jisski jholi main koii husn-e-amal nahiin heiMagar wo ihsaan kar rahe hein khata-ain meri chhupa chhupa karHei unki ummat se pyaar kitna karam hei rahmat shaaar kitnaHamaare jurmon ko dho rahe hein wo apne aansu baha baha karYahi asaas-e-amal hei meri issi se bigrri bani hei meriSamett-ta hun karam khuda ka nabi ki naatain suna suna karWo raahain ab tak saji huii hein dilon ka kaaba bani huii heinJahaan jahaan se huzur guzre hein naqsh apna jama jama karAgar muqaddar ne yaawri ki agar madine gya mein KhaalidQadam qadam khaak uss gali ki mein chuum lun ga uttha uttha kar


Top Related