grahan ka vastivik arth kya hai ye
DESCRIPTION
grahn doshaTRANSCRIPT
Grahan ka vastivik arth kya hai ye kyoki bahut se jyotisho ka kahna hai ki surya rahu ketu saath ho to graham dosha hota magar surya ek rashi me ek maah tak rahta hai to kya ek maas me paida hone wale sabhi graham dosha se pidit hai. Dusara tark hai ki Chandra rahu ketu ke saath swa do din take ek rashi me rahta hai to kya isme janm lene wale sabhi grahn dosh se pidit honge . kintu aisa nahi hai.