imam e zamana ka ashiq bana de

2
Imam e zamana ka ashiq bana de Khudaya mukadar mera yun jagade Imame zamana ka aashik banade Meri maa ki koshish ka usko sila de Imame zamana ka aaashiq banade 1. Karun zikr zehra ka tahir banun me imaame zamana ka nasir banun me meri maa ki koshish ka usko sila de imame zamana ka aashiq banade 2. Har ek dilko azme hussaini aata ho har ek jaa ko jooshe khuaini aata ho gutan ki fazao me taza hawa de imame zamana ka aashiq banade 3. Zamane ki chaalo se ghabra gaya hun gunaaho ki duniya se tang aagaya hun gunaaho ki zindaa se mujhko chuda de imame zamana ka aashiq banade 4. Aata kar jawano ko akber ki himmat mille mere bacho ko asger ki himmat khudaya unhe muskurana sikhade imame zamana ka aashiq banade 5. Meri maa ki khwahish fidaye hussaini he ghutti me meri aazaye hussaini aaza par me jaa dun mujhe hausla de imame zamana ka aashiq banade 6. Amal se hi apni gawahi likhun me imame zamaa ka sipahi banun me shahadat k raste pe chalna sikhade imame zamana ka aashiq banade

Upload: kashif2008

Post on 02-Feb-2016

268 views

Category:

Documents


0 download

DESCRIPTION

presentation

TRANSCRIPT

Page 1: Imam e Zamana Ka Ashiq Bana De

Imam e zamana ka ashiq bana de

Khudaya mukadar mera yun jagadeImame zamana ka aashik banade

Meri maa ki koshish ka usko sila deImame zamana ka aaashiq banade

1. Karun zikr zehra ka tahir banun meimaame zamana ka nasir banun memeri maa ki koshish ka usko sila deimame zamana ka aashiq banade

2. Har ek dilko azme hussaini aata hohar ek jaa ko jooshe khuaini aata hogutan ki fazao me taza hawa deimame zamana ka aashiq banade

3. Zamane ki chaalo se ghabra gaya hungunaaho ki duniya se tang aagaya hungunaaho ki zindaa se mujhko chuda deimame zamana ka aashiq banade

4. Aata kar jawano ko akber ki himmatmille mere bacho ko asger ki himmatkhudaya unhe muskurana sikhadeimame zamana ka aashiq banade

5. Meri maa ki khwahish fidaye hussainihe ghutti me meri aazaye hussainiaaza par me jaa dun mujhe hausla deimame zamana ka aashiq banade

6. Amal se hi apni gawahi likhun meimame zamaa ka sipahi banun meshahadat k raste pe chalna sikhadeimame zamana ka aashiq banade

7. Ho akhlaaq pyaara to meethi zaba hoonkamar do jahano me yun shadmaan hodua dun me jisko mujhe wo dua deimame zamana ka aashiq banade